Alif laila ek adventure se bhara mythological (पैराणिक ) fantasy drama hai, yu to bataya jaata hai ki word "Alif laila" ka matlab ek hazaar raato se hai, pehle mujhe laga karta tha ki ye do characters hai Laila majnu ki tarah, khair ye serial kuch karishmayi kahaaniyo ka collection hai jisme ek Rani 'Scheherazade' apne Raja 'Shahryar' ko kahaniya sunati hai... par isse bhi jayada ye jaanna interesting hai ki vo itni saari or itni labmi kahani Raja ko sunaati q hai...
Prologue (Introduction) In Nutshell : Hua yu ki Raja Shahryar ki begam sahiba ne unse bewafai ki or raja saheb kuch yu Khafa hue ki unhone ek kasam khai ki vo har roz ek Nikaah karenge or subah hote hi begam sahiba ka sar dhad se alag kar diya jayega, jese hi ye baat dusare shahar ki rajkumari Scheherazad shko pata chati hai to is problem ka solution nikaalti hai or us raja se nikaah karti hai, par us raat ki subaah nahi hoti q'ki raja uski kahaniyo me is Qadar kho jata hai ki usey vo Kasam yaad hi nahi rehti...

Is serial ki hi tarah iska Title song bhi kaafi famous hua tha, almost us zamane me jo ki 80's ya 90's ki baat hai, to aksar ye "Alif Laila Title Track" gaate hue logo se suna jaa sakta tha, jara aap bhi gaur farmaye is track par :-
Us zamane ke behtareen serial ke niramata ya nirdeshak (producer or director or screenplay) ki agar baat ki jaye to sabhi ko ek naam sabse pehle yaad aata vo naam hai "Ramanand Sagar" ji ka... is serial me bhi unka ek ahem (अहम) contribution raha tha.
Alif Laila ka 1st Episode
Alif Laila ka 1st Episode
Is serial me kai saari kahaniya (Tales; दास्तानें ) hai, but majorly jo log jaante hai vo kahaaniya hai:-
1. The Marchant (व्यापारी ) & the Genie (जिन्न)
2. Aladin ka Chirag
3. Alibaba Chalis Chor
4. Sindhbad Jahaji
5. Jalal Talib aur teen moti (तीन मोती )
6. Baba Abdulla
Thanks so much for this article. It is amazing that you've shared this post. Great job! Keep it up! These Hindi TV Serial Full Episodes Available. All India Free Home Delivery, All Episodes In Dvd. Just Five Hundred. Anyone Need These Tv Serial All Episodes. Contact Me. Cell : 9688778500, 9688779499
ReplyDelete